How to Apply Google Adsense In Pakistan Urdu language toturial
by kahaf
Salam dosto ya mara pahla tutorial hai jo full urdu ma hai. Is ma ma ap ko ya bataon ga ka ham pakistan ma kis tarhan google adsense Apply kar sakta han or hasil bhi kar sakta hain. pakistan ma log do tarhan sa Adsense apply karta hain. Tarika 1 Normal account , Tarika 2 Hosted account. Normal account or hosted account ka bara ma ma ap ko is tutorial ma bataon ga.
Tags:
Blogger Seo ,
Blogger tricks ,
Google adsense ,
Make Money ,
Seo ,
Seo Tips ,
Wordpress Seo
Normal Account
Normal acoount sa moraad hai normal account wo hota hai jo ap koi domin khareed ka us per apply karta hain. Normail account ki 5 requirements hain.
requirement 1 : 1 acha domain name example.com
requirement 2 : kam sa kam 50 post hon ap ki website ma or Original post hon
requirement 3 : Ap ka domin 3 sa 4 months purana ho
requirement 4 : Ap ki website ka design simple hona chahiya
requirement 5 : Ap ki website per 100 ya 200 ki traffic per day ho

Hosted Account
Hosted account wo hota hai jo kisi website ki mad ma liya jai for example youtube.com. youtube ka account ki 3 requirements hain
requirement 1: Ap ki videos real honi chahiya. Jo ap na khod create ki hon.
requirement 2: Ap na kisi ki video copyright nahi karni.
requirement 3: Jo account youtube sa liya jata hai wo "Hosted account" khalata hai.
Ap zada sa zada koshih karen ka achi post karsaqan Allah na chaha to ap ko Adsense Zaror mil jai ga.
more Information ka liya visite: Adsense.blogspot.com.
more Information ka liya visite: Adsense.blogspot.com.
Is post ka hawala sa Ap moja comment bhi kar sakta hain
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “How to Apply Google Adsense In Pakistan Urdu language toturial”
Post a Comment